kushiyun ki aarzo main mukadar bhi so gaye ,
aandhi chali kuch aisi apne hi kho gaye ,
kya khoob tha uska ye andaz-e-pyaar dene aaye thay palken bhigogaye ,
wo manzilain bhikho gayen wo rastay bhi kho gaye ,
jo aashna sey loog thay wo ajnabi sey ho gaye ,
na chaand tha na chaandani ajeebthi wo roshani ….
Home » Bewafa Shayari » kushiyun ki aarzo main mukadar bhi so gaye
{ 0 comments... Views All / Send Comment! }
Post a Comment